Saturday, February 26, 2011

Flying at the speed of light
Thoughts were spinning in my head
So many things were left unsaid
It's hard to let you go

Thursday, July 15, 2010

Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain

Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain Tum hoti to kaisa hota, tum yeh kehti, tum voh kehti Tum is baat pe hairaan hoti, tum us baat pe kitni hansti Tum hoti to aisa hota, tum hoti to vaisa hota Main aur meri tanhaai aksar yeh baatein karte hain